Monday 25 September 2017

Kiya duniya samaft hone ki kagar par hai ek tarf America dusri taraf north koriya apne apne jid par adhe hai

Aaj aksar log koriya ko galat bata rahe hai khatarnak hathiyar banana ye to duniya ke liye ekdam galat hai jab koi chor dusre chor ko ye kahe chori karna pap  hai chori matkaro to usko kesa mahsus hoga kiya o chori karna chhor dega oto yahi kahega apna chori karta hai hame mana karta hai Shem yahi bat hai duniya ke bare bare desh ka Russia China amirca birten khub hathiyar bana rahe hai jab koi chhota desh banata hai to sabki najr uspar hota hai kabhi koi ye kaha hai ki hambhi nahi banaenge tumbhi nahi banao koi nahi kahta Sab yahi kahta ham banaenge tum mat banao yesi bhasa ko kon samjhega ager tisra yudh huwa to kiya hoga duniya do bhago me bat jaega or proshi desh apne apne paroshi se dusmani ka badla Lena chahega usse yehoga lamsam aaj ke samay me bahut desho ke pas khatarnak hathiyar hai o apne surakchha ke liye uska istamal karega duniya me apna dabdaba banane ke liye sabhi desh chahenge or duniya ka bahut bara bhag banjar bhi bansakta hai isko najar me rakhna duniya ke insano ki jimmewari banta hai America hamesha yahi chahte hai ki hamare virodhi desh khas kar Arab deshko hathiyar nahi banane dete or israilko ko pura Arab desh she takatwar banakar rakhne ka hamesh soch hai lekin apsosh to isbat ka hai America ke isare par ek Muslim desh ko apna khane pine ka bhi saman par ban kar diya jab majhab ye kahta hai dushman ko bhi khana khilana chahiye mager Arab ko majhab ki koi chinta nahi raha aaj north koriya itna duniya ke liye aaj chinta ka vishay hai to uska jimmedar bare desh ki galat niti ke karn hi huwa hai jab 1950 se 1953 tak yudh huwa tha north korriya ke upar bambo ka barsha kar diya tha tab se aaj tak north korriya khane ka kam or bamb adhik  teyar kiya aap sab hamare bato se shamat hai ya nahi ya aapko iska jimmewar or koi lagta hai to hame bhi batao isi tarha ka post padhne me liye yahan tawaehttp;//nisarul.blogspot.com

No comments:

Post a Comment

Muslim hindiu dharm guru

sewa me Indian Muslims or hindu dharm guruon se mera nivedan hai ki ager aap sab shahi me sachche hindu muslim hai ager Hindu Muslim des ki ...