Sunday 6 August 2017

panama kiya hai aaj sabhi ko janne ka man karta hai jab se pakistani pm

mai bata rahahun aaj kyon panama charcha KA visay bana huwa hai kha kar jab hamare prosi mulq Pakistan me kuchbhi ho India ka man me usko janne ka sabse aham ban jata hai panama pepar Jo like huwa pure dunia me ek bhuchal aagaya hai is me bare bare hasti KA nam aya hai ruski rastpati ke karibi bhi samil hai Pakistan ke pm ko to apna pad chorna pada orbhi des me pm istifa de chuka hai kai deso ke neta kalakar khilari ki sanse tej hogai hai abto India ke bhi gst ke parcharaq amitab bachan KA bhi nam aya chhattisgadh me mukhe mantri ramn Singh ka beta KA bhi nam samne aya hai kiya ab modi unsabko CBI se jachant karaega kiya Pakistan ki tarha India me bhi saja milega kalakar neta ko jail me dalega kiya nitish is par awaj uthaega nitish modi uthae na uthae India ke had nagrik awaj uthana hoga jolog kala dhan kala dhan karta tha an uska bhi awaj bethne laga hai sabki najar Sujerland par the panama ke bare me koi socha bhi nahi baba ramdev Anna an kahan gae panama ek mulq KA nam hai Jo America ke karib hai jiski awadi mate 4000000 ke lamsam hai 1977ke doran panama me ek company bane monseka uske lagbhag 500 se adhik agent hai or 40 karyalay pure duniya me faile hue hai jisa kam hai bare bare bharastachariyo ka kala dhan ko safed karne ka jese atangwadi tana sha smoglar khuni bare obepari Jo gair kanuni tarike se paisa jama karta hai usko safed karke apne kamme lagata hai us company KA khasiyat ye hai ki Jo ' aadmi usme apna paisa lagate uska nam gupt rakha jata hai or TeX bhi bahut kam  lagta hai isikaran se kai des ke neta smoglar usme invest karta hai isse lagta hai hamare des ke kai neta is me fansa hoga bhart ki CBI ko janch karna hoga tabhi dudh kadudh pani KA pain hoga (nisarul haque)shahi disha nisarul 7538860181

No comments:

Post a Comment

Muslim hindiu dharm guru

sewa me Indian Muslims or hindu dharm guruon se mera nivedan hai ki ager aap sab shahi me sachche hindu muslim hai ager Hindu Muslim des ki ...