Wednesday 16 August 2017

kiya ye sach nahi part 8 dipawali me dhouni pardusan hota hai

dipawali bhi bharat ka ek mashur parvo me se ek hai dipawali ke suruwat ka anek poranik kahani hai ek katha ke anusar sri ram chandr jab 14 varso ke banuwas ke bad jab lankkeswar ko markar sita or lakhchman ke sath aayodhia lote tab uske ane ki khusi me dip jalae gae dusri katha ke anusar dipawali us din se suruwat hui jab sri kirsn ne narka surka katal kiya tha usi khusi me manae tisri kahani ye hai ki jab bhagwan vishnu raja bali ke dan se parsan hue tab yah var diya ki sabhi log bali ke nam par ghi ke diye jalaenge ek katha yah bhi parchalit hai ki jab bhagwan sankar ne mahakali ka karodh sant kiya tabhi se dipawali manai jane lagi itne galat fahmi hai ki kis batko sach mane ya kis ko galat yah kahana ab kisi bhi insan ki baski bat nahi hai yah sach hai ya jhhut chahe jo bhi bhi ho ab dekhna hai ki is parv se hamare samajke par iska kiya asar parta hai insan or paryavaran par achchha parbho parta hai ya bura yah sabke samne hai ispar ham sab ko des me jitna aatiswji se paryavarn ka nukshan hota hai utna is dharti par kisi se nahi hota hai bimar budhe bachche paresan hojate hai hamsab ko paryavaran ko bachana hai  insan ki jarurat  hai apne nam roshan karne keliye dusre insanko taqlif pahuchate  koi garib uski aatiswaji ko dekh kar usko ko apne garibi ka ehsas hota hai jabki hamare des ke suwast mantri bhi yah kahrahe hai ki pataka muft dipawali des me manana chahie isiliye hamare samaj ko pataka muft dipawali manana chahiye dipawali se dhan ke sath sath paryavaran ka bhi nuksan hota hai jabki sabhi dharm  fajul kharchi ka virodh kiya karta hai ab aap sab hi batae  kiya shahi kiya bura hai[ aap ka piyara nisarul haque shahi disha nisarul]''''''''''''''''''''''''''''''''''''''  

No comments:

Post a Comment

Muslim hindiu dharm guru

sewa me Indian Muslims or hindu dharm guruon se mera nivedan hai ki ager aap sab shahi me sachche hindu muslim hai ager Hindu Muslim des ki ...